' Jo Keh Na Saka' Meri Kahani: Ek Anjaan Shuruaat Mera naam Nitin hai. 🧑 Main aaya hoon Bhilai... IIT-JEE ki taiyari ke liye. Pehli baar ghar se door, ek alag sheher mein... 😥 Darr toh lagta hai, par main dikhata nahi hoon. Main apne parents ko yeh sabit karna chahta hoon ki unka beta ab bada ho gaya hai, har kaam khud kar sakta hai. 🙏 Mujhe yeh baat bilkul pasand nahi jab koi mujhe kisi aur se compare karta hai. 💔 Isliye main khud se wada karta hoon: main apna khud ka example banunga. ❤️ Aaj class ka pehla din tha... naye chehre, nayi jagah... bahut nervous feel ho raha tha, andar hi andar. 😵 Par ab, waqt ke saath, 6 mahine guzar gaye hain. Aaj crash course shuru hua hai, aur firse naye students aaye hain. Hum purane students ab thode aasmani ho chuke the... sab set tha. ✨ Wo Mulakaat: Jennifer Aaj hi ke din maine Jennifer ko pehli baar dekha. Uska naam hi kitna pyaara laga... ...
Posts
Showing posts from September, 2025